Shop
Sab kuch chhote batches mein order pe banta hai. Jo pasand aaye chunein aur ek message mein WhatsApp pe order karein.
Oily skin ke liye

Signature bar
Multani Mitti + Charcoal Bar
मुल्तानी मिट्टी + चारकोलEk bar, do layers. Upar charcoal pores saaf karta hai, neeche multani mitti extra oil soak karti hai.
₹149 100 g

Gentle daily bar
Multani Mitti Bar
मुल्तानी मिट्टीPoora multani mitti ka gol bar. Halka aur gentle, roz ke liye.
₹129 90 g

Gifting
Sauvi Gift Box
तोहफ़ाTeen Multani Mitti + Charcoal Bars, kraft box mein. Gifting ke liye, ya teen mahine ka stock.
₹399 3 x 100 g₹447
Baalon ke liye
Dono jald aa rahe hain. Product kholein aur "Ready hone pe mujhe batayein" dabayein.
Jald aa raha hai
Herbal Hair Oil
केश तेलNariyal aur til ka tel, bhringraj, amla, kadi patta aur methi ke saath dheemi aanch pe pakaya. Jald aa raha hai.
Jald aa raha hai
Jald aa raha hai
Herbal Shampoo
शैम्पूReetha, shikakai aur amla wala gentle everyday shampoo. Jald aa raha hai.
Jald aa raha hai